Ayat ul Kursi ko parhane k bohat se faidy hain. Aur Ayat ul Kursi ko bator wazifa karne se har masail ka hal mumkin ho sakta hain. Agar kisi ki aulad nafarman ya ghustakh ho. Aur waldain ki nafarman ho. Tu aise main Ayat ul Kursi ko rozana parh kar pani par dam karen. Aur damshuda pani bache ko pila dain. Tu bacha apne waldain ka farmabardar ho jaye ga Insha InshaAllah. Agar kisi par jadu ya kisi qisam ki bandish ho. Tu Ayat ul Kursi ko bator wazifa karne se har tarha ki badish ka khatama hota hai .Read More
No comments:
Post a Comment